Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHamraaz (1967)
HomeHamraaz (1967)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kisi patthar ki murat se muhabbat ka iraada hai parastish ki tamanna hai ibaadat ka iraada hai kisi patthar ki murat se muhabbat ka iraada hai parastish ki tamanna hai ibaadat ka iraada hai kisi patthar ki murat se jo dil ki dhadkanein samjhe na aankhon ki zubaan samjhe jo dil ki dhadkanein samjhe na aankhon ki zubaan samjhe nazar ki guftagu samjhe na jazbon ka bayaan samjhe nazar ki guftagu samjhe na jazbon ka bayaan samjhe usi ke saamne uski shikaayat ka iraada hai usi ke saamne uski shikaayat ka iraada hai kisi patthar ki murat se muhabbat ka iraada hai parastish ki tamanna hai ibaadat ka iraada hai kisi patthar ki murat se suna hai har jawaan patthar ke dil mein aag hoti hai suna hai har jawaan patthar ke dil mein aag hoti hai magar jab tak na chhedo sharmgi parde mein soti hai ye socha hai ki dil ki baat uske rubaru keh de nateeja kuch bhi nikle aaj apni aarzu keh de har ik bejaan taqalluf se bagaavat ka iraada hai har ik bejaan taqalluf se bagaavat ka iraada
aa aa aa aa aa aa na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo gamon ka daur bhi aaye to muskura ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo ghata mein chhup ke sitare fanna nahin hote ghata mein chhup ke sitare fanna nahin hote andheri raat ke andheri raat ke dil mein diye jala ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo gamon ka daur bhi aaye to muskura ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo na jaane kaun sa pal maut ki amanat ho na jaane kaun sa pal maut ki amanat ho har ek pal ki har ek pal ki khushi ko gale laga ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo gamon ka daur bhi aaye to muskura ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo ye zindagi kisi manzil pe ruk nahin sakti ye zindagi kisi manzil pe ruk nahin sakti har ik makam se har ik makam se aage kadam badha ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na
hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle aise hi jag mein aati hain subahein aise hi shaam dhhalle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle shabnam ke moti phoolon pe bikhre dono ki aas phalle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle balkhaati bellen masti mein khellen pedon se mil ke galle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle nadiya ka paani dariya se mil ke saagar ki aur challe hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle aise hi jag mein aati hain subahein aise hi shaam dhhalle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle aa aa aa aa aa aa aa aa hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle lara la lara lara la lara la la la la
tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon main isse aage kya kahoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon oooo soniye oooo mere mahivaal aa aaja oye aaja paar nadi ke mere yaar ka dera yaar ka dera hoye yaar ka dera tere havaale rabba dilbar mera dilbar mera oye dilbar mera raat balaa ki badhata jaaye leharon ka ghera kasam khuda ki aaj hai mushkil milna mera khair karin rabba rabba khair karin rabba khair karin rabba rabba khair karin rabba khair karin rabba rabba khair karin rabba hooooooo saath jiyenge saath marenge yehi hai fasaana oye tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon main isse aage kya kahoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon kahaan saleem ka rutba kahaan anaarkali kahaan saleem ka rutba kahaan anaarkali ye aisi
tum agar saath dene ka wada karo main yunhin mast nagmein lutata rahoon tum mujhe dekh kar muskurati raho main tumhen dekh kar geet gaata rahoon tum agar saath dene ka wada karo main yunhin mast nagmein lutata rahoon kitne jalwe fizaon mein bikhre magar maine ab tak kisi ko pukara nahin tum ko dekha to nazarein ye kehne lagin hum ko chehre se hatna gawara nahin tum agar meri nazaron ke aage raho main har ik shae se nazarein churata rahoon tum agar saath dene ka wada karo main yunhin mast nagmein lutata rahoon maine khaabon mein barason tarasha jise tum wahi sange marmar ki tasvir ho tum na samjho tumhara mukadar hoon main main samajhata hoon tum meri takdir ho tum agar mujhko apna samajhne lago main baharon ki mehfil sajata rahoon tum agar saath dene ka wada karo main yunhin mast nagmein lutata rahoon main akela bahut der chalta raha ab safar zindagani ka katta nahin jab talak koi rangin sahara na ho waqt kaafir jawani ka katta nahin tum agar hum kadam banke chalti
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kisi Patthar Ki Murat Hamraaz (1967) 04:32 13309
 
Poster of Hamraaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Vimi, Raj Kumar, Mumtaz, Balraj Sahni
Duration : 04:32   Song Number : 13309   

Na Munh Chhupa Hamraaz (1967) 05:05 21009
 
Poster of Hamraaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Vimi
Duration : 05:05   Song Number : 21009   

Neele Gagan Ke Talle Hamraaz (1967) 03:29 21037
 
Poster of Hamraaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Vimi
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:29   Song Number : 21037   

Tu Husn Hai Main Ishq Hoon Hamraaz (1967) 08:30 13310
 
Poster of Hamraaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Vimi, Mumtaz
Duration : 08:30   Song Number : 13310   

Tum Agar Saath Dene Hamraaz (1967) 06:16 21355
 
Poster of Hamraaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Vimi
Duration : 06:16   Song Number : 21355